Posts

Showing posts from 2020

Kya hai baking soda?

Image
Kya hai baking soda? Structure of baking soda NahCo3 Aajham baking soda aur uska creation and uske uses ka parichay karenge. ham apne kitchen me baking soda ka use karte hai. kitchen me ham pakora's ko crispy aur tasty banane ke liye baking soda ka istemal karte hai. baking soda ka scientific name sodium hydrogencarbonate hai. baking soda sodiumchloride , water , carbon dioxide and ammonia se banta hai. sodiumchloride ke aqueous solution me carbondioxide and ammonia pass Karne se baking soda (sodium hydrogencarbonate) banta hai and ammonium chloride bhi banta hai. Useg of baking soda  jab ham baking soda ko heate karte hai tab usme sodium carbonate banta hai. is process se hamari recipe crispy and tasty banti hai. baking soda ke aur bhi uses hai, jaise ki making cake aur bread soft and spongy , soda acid fire extinguishers , as an antacid and in the making of washing soda etc. baking soda

what is element chart?

Image
what is element chart? Aaj ham science ke chemistry (rasayan) subject ka parichay karenge. chemistry science ka main part hai. to ham aaj chemistry ke main part element chart ka abhyas karenge. isme  1 to 20 elements bataye gaye hai. ham uske symbol, electron, proton and neutron ka parichay karenge. elements chemistry subject ka mul bhag hai. sabhi elements ko chhota symbol Diya Gaya hai. hamare scientisto ne bhi chemistry par badi research ki hai. science ke tino bhago me chemistry easy hai. hamare scientist Mendelief ne elements ke bareme apna bada yogdan diya tha.  Element chart

sikhoscience welcome post.

Image
Hi  Friends, namaskar and welcome in this blog .in' Sikhoscience ' we will learn various topics of science and technology, amazing maths , interesting facts, general science and science projects related information of school and society. So stay tuned with us  we will present shortly with an amazing post,  thanks. " Science is our life."