Kya hai baking soda?

  • Kya hai baking soda?

image of baking soda's structure information.

  • Structure of baking soda

  • NahCo3

  • Aajham baking soda aur uska creation and uske uses ka parichay karenge. ham apne kitchen me baking soda ka use karte hai. kitchen me ham pakora's ko crispy aur tasty banane ke liye baking soda ka istemal karte hai. baking soda ka scientific name sodium hydrogencarbonate hai. baking soda sodiumchloride , water , carbon dioxide and ammonia se banta hai. sodiumchloride ke aqueous solution me carbondioxide and ammonia pass Karne se baking soda (sodium hydrogencarbonate) banta hai and ammonium chloride bhi banta hai.

  • Useg of baking soda

  •  jab ham baking soda ko heate karte hai tab usme sodium carbonate banta hai. is process se hamari recipe crispy and tasty banti hai. baking soda ke aur bhi uses hai, jaise ki making cake aur bread soft and spongy , soda acid fire extinguishers , as an antacid and in the making of washing soda etc.
  • baking soda

Comments

Popular posts from this blog

sikhoscience welcome post.