what is element chart?


  • what is element chart?


  • Aaj ham science ke chemistry (rasayan) subject ka parichay karenge. chemistry science ka main part hai. to ham aaj chemistry ke main part element chart ka abhyas karenge. isme  1 to 20 elements bataye gaye hai. ham uske symbol, electron, proton and neutron ka parichay karenge. elements chemistry subject ka mul bhag hai. sabhi elements ko chhota symbol Diya Gaya hai. hamare scientisto ne bhi chemistry par badi research ki hai. science ke tino bhago me chemistry easy hai. hamare scientist Mendelief ne elements ke bareme apna bada yogdan diya tha. 



Comments

Popular posts from this blog

Kya hai baking soda?

sikhoscience welcome post.